Raat ka Andhera



Raat ka andhera kuch kehna chahta hai….
yeh chand chandni ka sath rehna chahta hai…
hum to tanha hi khush the…
mager pta nhi kyu yeh dil ab kisi ka sath rehna chahta hai….